Skip to main content

Privacy Policy

Website ko use karte hue chand chezon ka dhyan rakhen


www.Kyahotahai.blogspot.com Privacy Policy as on 9th Feb, 2015


www.Kyahotahai.blogspot.com ek educational purpose website hai jo ke sirf logon ko internet ke bare me jankari aur jo log computer aur technogloy ki dunya mein naye enter hue hain unko guide karne ke liye banai gai hai. Agar aap ko iss blog mein kuch bhi acha nahin lagta ya phir aap ko lagta hai ke blog me use kiye gaye Images or Content aap ki property hai to phir aap mujhe contact kar sakte hain hum 24 hours ke time tak apki authenticated darkhwast ko pora kar dain ge.

Google Ki Web Beacons Cookies


Humare blog mein Google apni Ads run karne ke liye website users ki kuch information leta hai jis mein apka Browser, apki device, apka ip address aur apke ISP ka name shamil hai website use karne k liye apko in baton se agree hona padega agar aap in sharton se zehmat nahi hai to aap humare blog ko leave kar sakte hain.

Comments

Popular posts from this blog

Dial Up Internet In Hindi What Is Dial Up Connection In Hindi

Dial Up Internet Connection Definition Dial Up Modem Meaning in Urdu Dial Up Modem Meaning In Urdu Dial-up internet access aam taur par sirf dial-up Internet kaha jata hai. Dial up internet Telephone line ke zariye se connecting karne ka slow tarika hai. Modem Computer aur Telephone line ke darmiyan connect hoti hai phir Modem Internet se connect hone ke liye ISP dial ka phone number dial karti hai. ISP ka dusri dial-up modems ke sath dial-up service provider hona zarori hai jo waiting par lagi hui dial-up calls ko accept kar sake is kisam ka Internet DSL se slow hota hai. Dial-up internet United States of America mein aam istemal nahi hota jab kay ho sakta hai kay har 10 logon mein sey 1 shakhs dial-up internet use karta ho. Puri duniya mein internet use karne ke liye dial-up modem ki jagah fast broadband ne le li hai. Agar aap ko meri ye post achi lagi hai to neeche thanks box par click kar dain aur iss informative post ko  Share  ke button par click...

Marne K Baad Kya Hota Hai Maut K Baad Kya Hota Hai Islam Mein Marne Ke Baad Ki Zindagi Life After Death In Islam In Urdu

Marnay K Baad Kya Hota Hai Marne Ke Baad Kya Hota Hai Mout Ke Baad Kya Hota Hai Life After Death According To Islam مرنے کے بعد کیا ہوگا؟ موت کے بعد کی زندگی؟؟ Insan ki zindagi bahut choti si hai ye zindagi jo hum duniya mein guzar rahe hain akhirat ke muqablay mein bahut thodi hai kyun ki marne ke baad wali zindagi na khatam hone wali hai aur uski lazzat aur enjoyment hamesha ke liye hogi. Jab koi bhi insan mar jata hai aur qabar mein dafna diya jata hai to us se hisaab hota hai farishte uss say sawal puchte hain is waqt jitne bhi log qabristan mein pade hue hain ye sab qayamat wale din utha liye jayenge aur jo log naik hain unko qabar ka azaab nahin hota aur aise log pur sakoon waqt guzarte hain aur dusri taraf jo log bure thy sari zindagi gunahon mein guzar di jab wo mar jate hain aur qabar mein daal diye jate hain to unko qabar ka azab hota hai unki qabar k andar saanp aur bicho aate hain aur jab tak qayamat nahin aaye gi iss ko azaab hota rahe ga. ...

Best Online Money Earning Websites In India Online Cash Kaise Kamaye Online Earning In Pakistan Without Investment In Urdu

India Aur Pakistan Mein Internet Say Paise Kamane Ka Sabse Asan Tarika Dekhen Internet Se Paise Kamane Ka Tarika In Pakistan In Urdu Net Pe Paise Kamane Ka Aasan Tarika 👇 Online Earning Membership Form